Showing posts with label romantic shayari. Show all posts
Showing posts with label romantic shayari. Show all posts

Thursday, January 9, 2014

Patthar Ki Yeh Duniya

Patthar Ki Yeh Duniya Jazbat Nahi Samajhti,

Dil Me Hai Jo Woh Bat Nahi Samajhti,

Tanha To Chand Bhi Hai Sitaro Ke Beech,

Magar Chand Ka Dard Bewfa Raat Nahi Samajhti.....

Best shayari


 Main to bik Jaoon tere naam Pe mout ki tarha,

Tu kabhi kharidar to ban ke aa zindagi ke Bazaar main! 
---------------------------------------------------------------

 Itni Himmat Nahi Ke Kisi Ko Hall-E-Dil Suna Sakken.,.
Bus Jis Ke Liye Udas Hen Wo Mehsos Kar Le To Kia
Baat Hai…. 

----------------------------------------------------------------

Is qadar toot kay tum par humey pyar ata hai,
Apni bahon me bharien mar hi dalien tum ko.

---------------------------------------------------------------------------

Naa Kiya Kar Apne Dard-e-Dil Ko Shayari Mein Bayaan,
Log Aur Toot Jate Hain Har Lafz Ko Apni Dastaan Samajh Kar.....

Friday, December 20, 2013

HOTHON PE MOHABBAT KE

HOTHON PE MOHABBAT KE FASANE NAHI AATE,
SAAHIL PE SAMUNDAR KE KHAZANE NAHI AATE,

PALAKEIN BHI CHAMAK UTHATI HAIN SOTE MEIN HAMARI,
AANKHON KO ABHI KHAWAB CHUPANE NAHI AATE,

UDANE DO PARINDON KO ABHI SHOKA HAWA MEIN,
PHIR LUTE KE BACHPAN KE JAMANE NAHI AATE,

ISS SEHAR KE BADAL TERI ZULFON KI TARAH HAI,
YE AAG LAGATE HAI BHUJANE NAHI AATE HAI,

AHABAAB BHI GAIRON KI ADA SEEKH GAYA HAI,
AATE HAI MAGAR DILKO DUKHANR NAHI AATE...... 

Jab bhi

        









 Jab bhi anjaam-e-mohabbat ne pukara khud ko,
                Waqt ne pesh kiya hamko missalon ki taraha,...........

Teri najar me















Teri najar me itni kashish na thi ki mujhe gira deti,
Ye to ehtram-e-mohabbat tha ki khud ko jhuka diya........

NAINO MEIN BASSE

NAINO MEIN BASSE HAIN ZARA YAAD RAKHNA,
                                         AGAR KAAM PADE TO YAAD KARNA,
MUJHE TO AADAT HAI AAPKO YAAD KARNE KI,
                                       AGAR HICHKI AAYE TO MAAF KARNA...


Wednesday, December 18, 2013

Tumhein apaane ke liye

Tumhein apaane ke liye har imtihaan denge hum.
Humein kabhi aazmaa kar to dekho !!

Tum kehte ho ke bohat mushkil hai mujhe apnana
Ek baar hamein apna banaa kar to dekho..!

Aapna lenge tere sare dhukh aur gam..
Jara Dil ki baat bata kar to dekho.. !!

Hume Aapna kar to dekho... !!
Jara Dil ki baat bata kar to dekho.. !!

Mohabbat Ki

Mohabbat Ki Bat Mat Kijiye Muje Acha Nahi Lagta,
 Ki Ab Kisi Ki Mohabbat Pe Aitbar Karna.........
 Muje Acha Nahi Lagta,
 Apno Se Barh K Chaha Tha Jise Maine,
 Shayad Is Tarah Se Chahna Kisi Ko Acha Nhi Lagta,
 Guzar Jayen Jo Din Wo Wapis Nahi Ate,
 Lekin Un Dino Ko Yaad Karna Muje Acha Nhi Lagta,
 Muje Maloom Hai Wo Shaks Kitna Bawafa Tha,
 Kisi Ko Bewafa Kehna Muje Acha Nhi Lagta,
 Ha Zakhm To Bohut Diye Hain Usne Muje,
 Zakhm Hum B Dete Magar Badla Lena Muje Acha Nhi Lagta........

Tu kahin bhi rahe


Tu kahin bhi rahe sar pay tere ilzaam to hai,
 Tere hathon ki lakeeron mein mera naam to hai


 Mujko tu apna bana ya na bana teri khushi,
 Tu zamanay mein meray naam say badnaam to hai


 Mere hissay mein koi jaam na aaya na sahi,
 Teri mehfil mein meray naam koi shaam to hai


 Dekh kar log mujhey naam tera lete hain,
 Is pay main khush hoon mohabbat ka yeh anjaam to hai


 Woh sitamgar hi sahi dekh ke usko ,
 Shukar is dil-e-bimaar ko aaram to hai


 Tu kahin bhi rahe sar pay tere ilzaam to hai,
 Ters hathon ki lakeeron mein mera naam to hai........

Tuesday, December 17, 2013

Chahte hai jo



Chahte hai jo had se jyada kisi ko,                     wahi to sabse jyada takrar karte hai,karo na fikar agar wo naraz ho gai,                     naraz hote hai wahi jo pyar karte hai.....

Saturday, December 14, 2013

Kabhi

Kya jamana tha ki hum roj mila karte the,

                          Raat bhar chand ke humraaz phira karte the,

Dekh kar hume aaj  jo hume chup chap gujar jate hai,

                          Kabhi us shakhs se hum pyar kiya karte the....

Na jane tanhai me

Kuch uljhe hue sawalo se darta hai dil,

             Na jane tanhai me bikharta hai dil,

Unko pane ka khayal koi badi bat nahi,

             Bus unko kho dene ke khayal se darta hai dil.....

Jutha hi

Jine khwaish me har roj marte hai,

           Wo aye na aye hum intejar karte hai,

Jutha hi sahi mere yar ka vada,

           Hum sach mankar aitbar karte hai...........

Wednesday, December 11, 2013

Dil ko kese



Tujh se door hokar hum jayege kaha,
              Tere jaisa dost hum payenge kaha,
Dil ko kese bhi sambhal lenge,
             Par ankho ke ansu chhupaye kaha....

Nigahe unki....

Dil to unke seene me bhi machalta hoga,
               Husn bhi so-so rang badlta hoga,
Uthi hogi jab nigahe unki,
                Khud khuda bhi gir - gir ke sambhalta hoga....

Sunday, November 24, 2013

Aap

Sitaro me aap, hawao me aap, fizaoo me aap...


Baharo me aap, dhoop me aap, chaaon me aap...


Sach hi suna hai ki buri aatmao ka koi dhikana nahi hota.....

Monday, May 20, 2013

dil deewana hai tumhara


Itna khubsurat chehra hai tumhara,
har dil deewana hai tumhara,
log kahte hai chand ka tukda ho tum,
lekin hum kahte hai ki chand tukda hai tumhara....

Ae chand


Ae chand mere dost ko ek tohfa dena,
taro ki mehfil sang roshni karna,
chhupa lena andhere ko,
har rat ke bad ek khubsurat savera dena..

Tuesday, October 11, 2011

Baat  karne ke liye nazar chahiye,


Pyar karne ke liye jigar chahiye ,


Usko aapke dil ki har ek baat pata chal jayegi,


Bus aapki khamoshi me wo asar hona chahiye.


Sunday, June 26, 2011

TERI KHUSHI KE LIYE


Tere Pyaar Ko Paane K Khatir,
Hum Har Had Se Guzar Jayege,
Tujhe Paane K Kosis Me Shayad,
Apna Sab Kch Hum Kho Jayege,
Todte Raho Dil Tum Kaanch Ki Tarah,
Hum Tutkar Bhi Sirf Tumhe Chahenge,
Kya Hua Gr Tumhe Pa Na Sake,
Tumhe Paane K Zid Liye Hi Mar Jayenge,
Gr Keh Do Ek Bar Ki Khush Rahoge Humare Bina,
Hum Apki Is Duniya Se Chale Jayenge,
Maut Bhi Mile Apki Khusi Ki Keemat Par,
Apki Kasam Apki Khusi K Liye Mar Jayenge…